Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics

"Jab Jab Saavan Aata Hai" lyrics from Saavan Ki Aahat Se sung by raju magare and music directed by suneet borgaonkar and composed by suneet borgaonkar and lyrics written by raju magare

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics


Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Mere saath kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai

Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Taklif kya hoti hai
Khud dekh le aazmaake
Is dard se is marz se
Is dard se is marz se
Dil paagal kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai

Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Yeh dil toh liya hai tune
Kab jaan le jaayega
Har baat mein barsaat mein
Har baat mein barsaat mein
Woh yaad kyun aata hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai.

More songs lyrics from Saavan Ki Aahat Se.