Jab Jab Hota Naash Lyrics

"Jab Jab Hota Naash" lyrics from Prabhu Ki Maya sung by hemanta kumar mukhopadhyay and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by pandit madhur

Lyricist(s):
Music Director(s):

Jab Jab Hota Naash Lyrics


Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai

Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai

Jab kans ke atyacharo se
Bhumandal par badha gaye
Jab prakruti ke har aansu par
Tukade tukade pataal hua
Tab gharbha ke sati devaki ke
Us pal mein aathama laal hua

Phir vasudev neej laal ko mathura
Ke gokul mein le jaata hai
Phir vasudev neej laal ko mathura
Ke gokul mein le jaata hai
Avtaar baal mein jhule
Sansaar beriya gaata hai

Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai

Jab mitti khaate kaan kuvar ko
Dekha yashoda maiya ne
Munha kholke sara vishva
Dikhaya maiyaa ko kishan kaniya ne

Kahi matki phodi makhan khaya
Kahi woh makhan chore bane
Kahi matki phodi makhan khaya
Kahi woh makhan chore bane.

More songs lyrics from Prabhu Ki Maya.