Jab Hum Chhote Lyrics

"Jab Hum Chhote" lyrics from Sunoh sung by lucky ali and music directed by lucky ali and composed by lucky ali and lyrics written by syed aslam

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Hum Chhote Lyrics


Jab hum chhote hote the
Socha thi ki yeh aisa hoga
Yeh zamaana kyon aisa hai meri jaan
Ab hum bade ho gaye
Dekha hai ki yeh aisa hai
Yeh zamaana kyon aisa hai meri jaan
Rastey hain wohi hai to pyaar ki kamin
Main jo dhoondta hoon mile kahan
Yeh kal to ek bahaana zamaana
Sab ko kuch na kuch kar ke dikhana
Gulshanon ki kamee hai kamee hai
Zindagi kaaton se bani hai
Nafratein bhi hain yahin
Aur pyaar ki kamee
Rahi dhoondhe kya tu ab yahan

Badley mausam badley hum
Jaane ab anjaane ho gaye
Jaan kar hum ho gaye anjaan
Josh zyaada hosh kam
Hairaan hain pareshaan hai sab
Qayamat nahin to yeh kya hai meri jaan
Yeh zameen yeh aasmaan
Phir milenge do jahaan
Banega phir se naya aashiyaan
Imtihaan ki ghadi hai saji hai
Jaise yeh din raat se judi hai
Jisne jaana usi ne pehchana
Sadaa yeh dil ki usi ne suni hai
Raaste khule waheen
Hai nayi ye zindagi
Rahi chal diya hai tu ab kahan.

More songs lyrics from Sunoh.