Jab Dushman Ho Gaya Waqt Lyrics

"Jab Dushman Ho Gaya Waqt" lyrics from Paapi Pet Ka Sawaal Hai sung by kishore kumar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi

Singer(s):

Jab Dushman Ho Gaya Waqt Lyrics


Jab dushman ho gaya waqt
Waqt se ladna hi hoga
Har dard dabakar dil mein
Tamasha karna hi hoha
Jab dushman ho gaya waqt
Waqt se ladna hi hoga
Har dard dabakar dil mein
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi
Ye zindagi ai zindagi
Jab dushman ho gaya waqt
Waqt se ladna hi hoga
Har dard dabakar dil mein
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi
Ye zindagi ai zindagi

Ye apni taqdeer hai pagli
Gali gali ke phere
Naye anye khle
Dikhaye sabko sanj savere
Main sadko ka raja
Tu galiyo ki rani
Main sadko ka raja
Tu galiyo ki rani
Are mushkil har kadam
Kadam bada kar padna hi hoga
Are mushkil har kadam
Kadam bada kar padna hi hoga
Har dard dabakar dil mein
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi
Ye zindagi ai zindagi

Tujhe nahi malum ke roti
Kya kya khel dikhaya
Sab kuch lut jata hai
Jab ye bukh josh mein aaye
Koi beche izajat
Aur koi iman
Koi beche izajat
Aur koi iman
Are ye roti karz
Karz to barna hi hoha
Are ye roti karz
Karz to barna hi hoha
Har dard dabakar dil mein
Tamasha karna hi hoha
Ye zindagi ai zindagi
Ye zindagi ai zindagi.

More songs lyrics from Paapi Pet Ka Sawaal Hai.