Jab Dosti Hoti Hai Lyrics

"Jab Dosti Hoti Hai" lyrics from Biwi Aur Makan sung by ghulam mohammad, hemanta kumar mukhopadhyay, prabodh chandra dey (manna dey), s.balbir and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Music Director(s):

Jab Dosti Hoti Hai Lyrics


Ahsan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to

Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are saf pani bina chalte
Asnan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to

Ye pancho ki panchayat jo soche sahi hoga
Hum pandaw hai bharat ke jo kahde wahi hoga
Ye pancho ki panchayat jo soche sahi hoga
Hum pandaw hai bharat ke jo kahde wahi hoga
Oye jam ke khidma du
Dudh ka dahi hoga to dudh ka dahi hoga
Meera ke parbhi kahat kabira
Jiwan kaj karam kashtira
Meera ke parbhi kahat kabira
Jiwan kaj karam kashtira
Aur kashat bina ye jiwan aasan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to

Ungli se ungli ka jab tak jod salamat
Hath salamat choti badi hai to kya
Pancho hai to hath salamat
Ek ek ke hai panch mukaddar
Taklifo se ghabrana mat
Naje jod jawani panch se panch mile to
Bachpan pancho sath hai
Nuksan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to.

More songs lyrics from Biwi Aur Makan.