Jab Aankhen Hi Na Di Maalik Lyrics

"Jab Aankhen Hi Na Di Maalik" lyrics from Humdard sung by prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Aankhen Hi Na Di Maalik Lyrics


Naina bhaye anaath hamaare
Naina bhaye anaath hamaare
Madan gopal yahaan se sajni
Door sidhaare
Naina bhaye anaath hamaare
Naina bhaye anaath hamaare

Jab aankhen hi na di maalik
To dil bhi na diya hota aa aa
Jee liya hota
Zameen o aasmaan waale
Arre o do jahaan waale
Diya thha dil to
Aankhon ko ujaala bhi diya hota
Na ho hamsa zamaane mein
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Hai kitni door aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Na ho hamsa aa aa

Hamaari duniya mein
Na chaand na suraj
Na taare hain
Andheri sab bahaare hain
Andhere sab nazaare hain
Bhala insaan to insaan hai
Khuda bhi to nahin apna
Na poochho is jahaan mein
Kis kadar sahaare hain
Na ho hamsa zamaane mein
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Hai kitni door aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Na ho hamsa aa aa aa aa

Wo dekho chalte chalte
Koi andha ladkhadaaya hai
Bin aayi maut ke munh mein
Koi bechaara aaya hai
Padi hai laash raste mein
Na waaris hai na waali hai
Kisi aaya hai
Na ho hamsa zamaane mein
Koi majboor aankhon se
Koi majboor aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Hai kitni door aankhon se
Ye hai duniya mein par duniya
Hai kitni door aankhon se
Na ho hamsa aa aa aa aa.

More songs lyrics from Humdard.