Jaanu Nahi Jaana Lyrics

"Jaanu Nahi Jaana" lyrics from Play It Loud sung by raghav sachar and music directed by raghav sachar and composed by raghav sachar and lyrics written by aditya dhar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaanu Nahi Jaana Lyrics


Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun deewana yaha
Jaise tu hai paas mere
Aur main hun paas tere
Jaane kahaan ik pal
mein ban gaya afsaana

Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun parwaana yaha
Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun deewana yaha

Dekho in aankhon
mein pyaar hai
Dekho in baahon
mein intejaar hai
Jisko nahi pukara
use milna ho dobara
Jaane kahaan ho tum
kaise hai tumko paana

Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun parwaana yaha
Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun deewana yaha

Dekho aur na sataana
Kuchh toh keh do farmaana
Jahaan bhi jaao tum
Har pal mujhe hi paana

Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun parwaana yaha
Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun deewana yaha

Yeh yeh yeh
Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun parwaana yaha
Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun deewana yaha

Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun parwaana yaha
Jaanu nahi jaana kahaan
Main hun deewana yaha

More songs lyrics from Play It Loud.