Jaane Tu Kahaan (Title) Lyrics

"Jaane Tu Kahaan (Title)" lyrics from Jaane Tu Kahaan sung by shaveei and music directed by manpal singh and composed by manpal singh and lyrics written by shaveei

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaane Tu Kahaan (Title) Lyrics


Khoob tha tumko pata
Tum meri aadat ho
Beech raste mein chora kyu
Meri mohabbat ko

Khoob tha tumko pata
Tum meri aadat ho
Beech raste mein chora kyu
Meri mohabbat ko

Ab kaza si saza lage
Kya meri thi khata
Dil hai firta dar badar
Ab tu hi ye bata

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan

Jaane tu kahaan..

Tumko yaad hain
Wo batein wo saari sogaatein
Tanha bin tere
Ab kaali kaali si raatein

Bin tere dil mein mere
Ab koi bhi nahi
Rooh mein saanson mein
Dil ki dhadkan mein
Tu hi hai kahi

Tujhse rangat hai judi
Tujhse hi samaa

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan

Jaane tu kahaan..

Tumko chaaha hai itna
Rabb tumhe maana
Dil ke har safe pe
Tera hi afsaana

Tumko chaaha hai itna
Rabb tumhe maana
Dil ke har safe pe
Tera hi afsaana

Jis taraf bhi dekhta hun
Dilkhti tu hi tu
Nazrein dhunde raaston pe
Tere hi nishaan

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan

Jaane tu kahaan..

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Jaane tu kahaan..

More songs lyrics from Jaane Tu Kahaan.