Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka Lyrics

"Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka" lyrics from Maa Ka Aanchal sung by asha bhosle and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by kaifi azmi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaane Kya Haal Ho Kal Sheeshe Ka Lyrics


Jaane kya haal ho kal
Sheeshe ka paimane ka
Jaane kya haal ho kal
Sheeshe ka paimane ka
Aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka
Jane kya hal ho

Hath tharrane lage,
Jam gira tut gaya
Hath tharrane lage,
Jam gira tut gaya
Ye koi waqt na tha
Aap ke yad aane ka
Ye koi waqt na tha
Aap ke yad aane ka
Jane kya hal ho

Bewafai ka gila sun
Ke hansi aati hai
Bewafai ka gila sun
Ke hansi aati hai
Dhundhiye aur bahana
Koi tadapane ka
Dhundhiye aur bahana
Koi tadapane ka

Jaane kya haal ho kal
Sheeshe ka paimane ka
Aaj dar chhod chala hai
Koi maikhane ka.

More songs lyrics from Maa Ka Aanchal.