Jaane Kya Aapki Lyrics
"Jaane Kya Aapki" lyrics from Raaz-E-Ulfat sung by ahmed hussain, mohammed hussain and music directed by ahmed hussain, mohammed hussain and composed by ahmed hussain, mohammed hussain and lyrics written by k.k. singh mayank
Jaane Kya Aapki Lyrics
Jaane kya aapki aankhon ne kaha hain humse

Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki
Jaise dekha hain humein aapne apna ban kar

Badali badali si zamane ki hawa hain humse
Badali badali si zamane ki hawa hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki
Raaze ulfat ko chhipaye huye kyun phirte ho

Aisa lagata hain koi zulm huaa hain humse
Aisa lagata hain koi zulm huaa hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki
Shayad unko kahin dekha hain khile mosam mein

Zikra unka kahin phoolo ne kiya hain humse
Zikra unka kahin phoolo ne kiya hain humse
Aaj kal sheher mein har koi khafa hain humse
Jaane kya aapki.
More songs lyrics from Raaz-E-Ulfat.