Jaane Kaisa Chhane Lyrics

"Jaane Kaisa Chhane" lyrics from Zabak sung by lata mangeshkar and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by prem dhawan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Jaane Kaisa Chhane Lyrics


Jane kaisa chane
Laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane
Laga maza bahar ka
Jane kaisa chane
Laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane
Laga maza bahar ka

Dil jo mile gul se khile
Jan gaye hamaraz naye
Dil jo mile gul se khile
Jan gaye hamaraz naye
Tujhse sanam teri kasam
Sikh liye adaz naye
Gayi dilko uda teri shok
Ada mera bas na chala
Jane kaisa chane
Laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane
Laga maza bahar ka

Dil hai nada rat hasi
Kaisa sama hai kaisi ghadi
Kaise bujhe dil ki lagi
Ab to ye muskil an padi
Dil hai nada rat hasi
Kaisa sama hai kaisi ghadi
Kaise bujhe dil ki lagi
Ab to ye muskil an padi
Aisaa dard mila nahi
Jiski dava tere pyaar ke sivaa
Jaane kaisa chane
Laga nasha ye pyar ka
Jaane kaisa chane
Laga nasha ye pyar ka
Thoda thoda ane
Laga maza bahar ka.

More songs lyrics from Zabak.