Jaane Kahaan Gaye Tum Lyrics

"Jaane Kahaan Gaye Tum" lyrics from Aaja Sanam sung by mohammed rafi and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by m. k. javed

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaane Kahaan Gaye Tum Lyrics


Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum

Charo taraf viraniya hai charo taraf
Charo taraf viraniya hai
Khamoshiya hai tanhayiya hai
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum

Tum bin udas mausam ki bahe
Tum bin udas
Tum bin udas mausam ki bahe
Tum bin udas jeevan ki rahe
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jane kaha gaye tum

Tumko pukare tuta hua dil tumko pukare
Tumko pukare tuta hua dil
Ashko mein aaho mein duba hua dil
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum.

More songs lyrics from Aaja Sanam.