Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics
"Jaane Jaan Duniya Se Na Darr" lyrics from Jaan-E-Jaan sung by kishore kumar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)
Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Pyar bin mar mar ke jeena
Zindagi hain ya saja
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Jaam to usko milega
Badhke jo bhi thaam le
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye.
More songs lyrics from Jaan-E-Jaan.