Jaanam Jaanam Lyrics

"Jaanam Jaanam" lyrics from Sawan Ko Aane Do sung by k. j. yesudas (kattassery joseph yesudas) and music directed by raj kamal and composed by raj kamal and lyrics written by fauq jaami

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaanam Jaanam Lyrics


Ho.. O.. O.. Ho.. O.. O..
Jaanam jaanam
Jaanam jaanam

Tera mera pyaar naya hai
Geet purana saaz naya hai
Jaanam jaanam
Tera mera pyaar naya hai
Geet purana saaz naya hai
Jaanam jaanam
Ho.. O.. O.. Ho.. O.. O..

Aaj ki har ghadi pyaar bhare
Rup ka nikhaar leke aai hai
Raat ki chandani zindagi me
Ik nai bahaar leke aai hai
Kudarat ne khole hai
Aakhon ke raaj naye
Jaanam jaanam
Tera mera pyaar naya hai
Geet purana saaz naya hai
Jaanam jaanam
Ho.. O.. O.. Ho.. O.. O..

Jharano me aaj naya geet hai
Geeto me pyaar kaa sangeet hai
Jharano me aaj naya geet hai
Geeto me pyaar kaa sangeet hai
Mahaki fizaa ne chanchal hawa ne
Mahaki fizaa ne chanchal hawa ne
Tujh hi se sikhe hai najha o
Andaaz naye jaanam jaanam

Tera mera pyaar naya hai
Geet purana saaz naya hai
Jaanam jaanam.

More songs lyrics from Sawan Ko Aane Do.