Jaana Jaane Jaana Lyrics

"Jaana Jaane Jaana" lyrics from Murder sung by amir jamal and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sayeed quadri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jaana Jaane Jaana Lyrics


Jaana tere pyaar
Mein mera dil kho gaya
Ghadi ghadi teri aankhon
Ka deewaana ho gaya
Jaana tere pyaar
Mein mera dil kho gaya
Ghadi ghadi teri aankhon
Ka deewaana ho gaya
Tere dum se aayi hai
Mere ghar mein yeh saba
Teri aankhon se jala
Huwa hai mere dil ka yeh diya
O jaana aa jaana
O meri jaane jaana
O jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha

Mera dil yeh duwa kare
Yeh milan ho sada
Tere rang se saji rahe
Mere ghar ki faza
Meri shyam yuun saji
Rahe jara khul ke muskura
Teri dilkashi ka raaj
Kya jara mujhko yeh bata
O jaana aa jaana
O meri jaane jaana
O jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha

Tu jo saamane aa gayi
Mera dil toh chala
Tujhe bas takata
Raha kaha hosh raha
Tere aaspaas raha
Karu mere dil ne yeh kaha
Mujhe yeh bata ke main
Kya karu mera dil bas kho gaya
O jaana aa jaana o
Meri jaane jaana
O jaana aake dekh yeh
Mere ishq inteha
Jaana tere pyaar mein
Mera dil kho gaya
Ghadi ghadi teri aankhon
Ka deewaana ho gaya
Tere dum se aayi hai
Mere ghar mein yeh saba
Teri aankhon se jala
Huwa hai mere dil ka yeh diya
O jaana aa jaana o
Meri jaane jaana
O jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha
O jaana aa jaana o
Meri jaane jaana
O jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha.

More songs lyrics from Murder.