Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai Lyrics
"Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai" lyrics from Pyar Ke Rahi sung by dilraj kaur and music directed by aziz nazan and composed by aziz nazan and lyrics written by anand trivedi, avinash dogra
Jaam Le Kar Hasina Khadi Hai Lyrics
Jaam le kar hasina khadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Jaane jahaan aaja yahaan
Kaisa haseen hain ye samma
Jaane jahaan aaja yahaan
Kaisa haseen hain ye samma
Narmi fazaon mein garmi addao mein
Phir aisa mosam kahan
Phir aisa mosam kahan
Teri baahon mein ye phool jhadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Raaze dil khul gaya ab tera dil dooba
Raaze dil khul gaya ab tera dil dooba
Tera jigar bhi hain teere nazar bhi hain
Zaalim tu khud ko bacha
Zaalim tu khud ko bacha
Aankh teri kadaan se ladi hain
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai
Pyaar karne ki dekho ghadi hai
Jaam le kar hasina khadi hai.
More songs lyrics from Pyar Ke Rahi.