Ja Re Ja Balma Tu Diwana Hai Lyrics

"Ja Re Ja Balma Tu Diwana Hai" lyrics from Pyar Ke Rahi sung by usha timothy and music directed by aziz nazan and composed by aziz nazan and lyrics written by maya govind

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ja Re Ja Balma Tu Diwana Hai Lyrics


Kabhi ekraar aankhon mein
Kabhi inkaar aankhon mein
Chhupa rakha hain zaalim ne
Ye kaisa pyaar aankhon mein

Ja re ja balma tu deewana hai
Ja re ja balma tu deewana hai
Teri har ek adda
Teri har ek adda aashiqa na hain
Ja re ja balma tu deewana hai
Ja re ja balma tu deewana hai

Tum jaan donge to main jaan dungi
Tum jaan donge to main jaan dungi
Dil mein kisi ka na ehsaan loongi
Dil mein kisi ka na ehsaan loongi
Pyaar karne ka hoo…
Pyaar karne ka hoo..
Pyaar karne ka moka suhana hain
Ja re ja balma tu deewana hai
Ja re ja balma tu deewana hai

Aankhon ka saahar kitna haseen hain
Aankhon ka saahar kitna haseen hain
Behka na ho koi aisa nahi hain
Behka na ho koi aisa nahi hain
Ab kadam ko ho..
Ab kadam ko ho..
Ab kadam ko yahan dagmaga na hain
Ja re ja balma tu deewana hai
Ja re ja balma tu deewana hai

Tumhari nazar ko teer hain maana
Tumhari nazar ko teer hain maana
Meri bhi hain har adda kaatilaana
Meri bhi hain har adda kaatilaana
Aazmaa lo hoo..aazmaa lo hoo..
Aazmaa lo agar aazmaa lo hamein
Ja re ja balma tu deewana hai
Ja re ja balma tu deewana hai
Teri har ek adda
Teri har ek adda aashiqa na hain
Ja re ja balma tu deewana hai
Ja re ja balma tu deewana hai.

More songs lyrics from Pyar Ke Rahi.