Itne Kareeb Aao Lyrics

"Itne Kareeb Aao" lyrics from Ragini MMS sung by raaj and music directed by shamir tandon and composed by shamir tandon and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Itne Kareeb Aao Lyrics


Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao

Pal bhar mein dooriyo’n ko
Mumkin nahin mitana
Maana hai ke kathin
Par hoga tumhe nibhana

Pal bhar mein dooriyo’n ko
Mumkin nahin mitana
Maana hai ke kathin
Par hoga tumhe nibhaana

Saanson ki tarah aao
Sanson ki tarah jao
Itne kareeb aao itne kareeb aao

Chalne mein kya mazaa hai
Patthar chubhe jo neeche
Keh do toh bichha doon
Dil ko kadam ke neeche
Chalne mein kya mazaa hai
Pathar chubhe jo neeche
Keh do toh bichha doon
Dil ko kadam ke neeche
Ghar chal sako toh aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Naa sunayi do naa nazar aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao
Itne kareeb aao itne kareeb aao.

More songs lyrics from Ragini MMS.