Itna To Bata De Aye Dil Lyrics

"Itna To Bata De Aye Dil" lyrics from Zimbo Shaher Mein sung by lata mangeshkar and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by prem dhawan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Itna To Bata De Aye Dil Lyrics


Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya
Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya
Dhadkan me ye geet hai kiske
Najro me kaun shamaya re
Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya

Pahle to yu pahchan hui
Jaise mile anjane
Pahle to yu pahchan hui
Jaise mile anjane
Fir to yahi pahchan nayi
Mujhko lagi tadpane
Ye hai kaisa
Nasha aane laga maja
Jabse maine dard ye paya re
Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya
Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya

Jiske liye bechain hu mai
Kya usko bhi khabar hai
Jiske liye bechain hu mai
Kya usko bhi khabar hai
Jadu hua mujhpe to koi
Kya uspe bhi asar hai
Kabhi hogi idhar uski bhi najar
Rato ko hai jisne jagaya re
Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya
Dhadkan me ye geet hai kiske
Najro me kaun shamaya re
Itna to bata de aye dil
Tu aaj kaha takraya.

More songs lyrics from Zimbo Shaher Mein.