Ishq Mein Jina Lyrics

Ishq Mein Jina lyrics from Ishq Bawari sung by anup jalota, koyel tripathi and music directed by koyel tripathi and composed by koyel tripathi and lyrics written by koyel tripathi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ishq Mein Jina Lyrics


Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana

Tu hai khawbo mein khayalo mein
Tu hai khawbo mein khayalo mein
Ek pal tujh bin ab nahi rehna
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana
Tu hai khawbo mein khayalo mein
Tu hai khawbo mein khayalo mein
Ek pal tujh bin ab nahi rehna
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana

Tujh mein basi hun main
Mujh mein basa hai tu
Dono hai bekabu
Tujh mein basa hun main
Mujh mein basi hai tu
Dono hai bekabu
Nigahe tujhe hi dhoondhe
Tujhe hi chahe tujh mein kho jaaye
Nigahe tujhe hi dhoondhe
Tujhe hi chahe tujh mein kho jaaye
Tere husn ka deedar jo ho
Tere husn ka deedar jo ho
Ghayal ho jaaun mein deewana
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana

Yaad mein hai bas tu
Fariyaad mein hai bas tu
Nas nas mein tu hi tu
Yaad mein hai bas tu
Fariyaad mein hai bas tu
Nas nas mein tu hi tu
Adayein teri yun sataye
Mujhko tadpaye pyaas badhaye
Adayein teri yun sataye
Mujhko tadpaye pyaas badhaye
Allah ki inayat yeh
Allah ki inayat yeh
Jannat ka rukh bada suhana
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana
Tu hai khawbo mein khayalo mein
Tu hai khawbo mein khayalo mein
Ek pal tujh bin ab nahi rehna
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana
Ishq mein jina ishq mein marna
Ishq mein bhulo sara zamana.

More songs lyrics from Ishq Bawari.