Is Zindagi Ka Talabgar Lyrics

"Is Zindagi Ka Talabgar" lyrics from Bad Aur Badnaam sung by shailendra singh, suresh wadkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Is Zindagi Ka Talabgar Lyrics


Bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar
Bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar
Chalna hai to magar
Lamba hai ye safar
Itna to waqt de waqt de raste ke waste
Raste ke waste
Saman bandh lu saman bandh lu
Arman bandh lu arman bandh lu

Is zindagi ka ghar se talabgar main nahi
Ae maut thahar ja
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi

Kuch jor to nahi tujh per oh
Mahjabi oh mahjabi oh mahjabi
Oh mahjabi oh mahjabi
Haye kuch jor to nahi tujh per oh mahjabi
Ye jaan karz hai karz hai
Lekin ye araz hai araz hai
Muhlat hai kam badi fursat hai kam badi
Deen sirf char hai deen sirf char hai
Jalwe hazar hai jalwe hazar hai
Iss jalwagahe naaz se bazar main nahi
Ae maut thahar ja
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi
Ae maut thahar ja abhi taiyar main nahi

Har jakhm tu bhare dil tujhse kyu dare
Har jakhm tu bhare dil tujhse kyu dare
Rahe farar tu dil ka karar tu tu tu

Har jakhm tu bare, alla, dil tujhse kyu dare
Rahe farar tu dil ka karar tu
Har dard ki dawa mayush ki dua
Khushiyo ka taj tu gam ka ilaaj tu
Gam ka ilaaj tu
Tu hai masiha lekin beiman main nahi
Ae maut thahar ja ae maut thahar ja
Abhi taiyar main nahi.

More songs lyrics from Bad Aur Badnaam.