Is Tarha Lyrics

"Is Tarha" lyrics from Rangeen sung by sajjad ali

Singer(s):

Is Tarha Lyrics


Raat unka masla bhi hay mera bhi
Flash back un kay bhi hain, meray bhi
Geet woh bhi likhtay hain, main bhi
Farq sirf itna hay kay woh
Khud say geet likhtay hain
Aur main unsay

Kyun udas phirtay ho
Sardion ki shamon mein
Kyun udas phirtay ho
Sardion ki shamon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein
Sara din akelay mein
Rat bhar khayalon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein

Chup se ho gaye ho kyun
Bat kyun naheen kartee
Chup se ho gaye ho kyun
Bat kyun naheen kartee
Chhotee chhotee baton per
Jeetay jee naheen martee
Hath kalay kartay ho
Naam likh kay hathon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon menn
Sara din akelay menn
Rat bhar khayalon menn
Is tarha ke kamon mein
Sara din akelay mein
Rat bhar khayalon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein

Nazm jo sunanee thi
Nazm woh suna dee hai
Nazm jo sunanee thi
Nazm woh suna dee hai
Bat samjhanee thi
Bat samjha dee hai
Waqt ho gaya apna
Phir milengay khwaabon mein

Kyun udas phirtay ho
Sardion ki shamon mein
Kyun udas phirtay ho
Sardion ki shamon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein
Sara din akelay mein
Rat bhar khayalon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein
Is tarha to hota hai
Is tarha ke kamon mein.

More songs lyrics from Rangeen.