Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai Lyrics

"Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai" lyrics from Farishtay sung by amit kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai Lyrics


Ye rishta nahi khun ka
Ye rishta hai pyar ka bahna
Hamko tumse pyar nahi hai
Ab kaha hai phir mat kahna
Jan gayi ha jan gayi
Man gayi ha man gayi
Jan gayi ha jan gayi
Man gayi ha man gayi

Kitna sundar kitna
Pyara ye sara sansar hain
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar
Kitna sundar kitna
Pyara ye sara sansar hain
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar

Preet hamari tut nahi
Sakti ye kachi dor nahi
Jis din ham tumko na
Dekhe us din hoti bhor nahin
Preet hamari tut nahin
Sakti ye kachi dor nahin
Jis din ham tumko na
Dekhe us din hoti bhor nahin
Na babul na mayya
Mera tum bin koi or nahin
Na babul na mayya
Mera tum bin koi or nahin
Sabse jyada rab se
Jyada mujhe tumpe etbar hain
Is sansar me sabse
Pyara bhai bahan ka pyar
Kitna sundar kitna
Pyara ye sara sansar hain
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar

Yu hi hasti gaati rahe tu
Rab se roz dua mangu
Apni khusiya tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Yu hi hasti gati rahe
Tu rab se roz dua mangu
Apni khusiya tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Soch rahi hoon aaj ke din
Main tum dono se kya mangu
Soch rahi hoon aaj ke din
Main tum dono se kya mangu
Teri kasam tu jan bhi
Mange to kisko inkar hain
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar
Kitna sundar kitna
Pyara ye sara sansar hain
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar.

More songs lyrics from Farishtay.