Is Ka Matlab Kya Hai Lyrics

"Is Ka Matlab Kya Hai" lyrics from Sanam sung by suraiya jamaal sheikh (suraiya) and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by qamar jalalabadi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Is Ka Matlab Kya Hai Lyrics


Ye mujhe kya huaa
Is ka matlab kya hai
Kuchh samajh mein nahin aataa

Honthon pe kisi kaa naam
Kisi ko ankhiyaan karen salaam
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai

Jawaani chhed rahi hai geet
Jawaani chhed rahi hai geet
Kisi se huyi aapko preet
Kisi se huyi aapko preet
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai

Sharam se chehraa huaa gulaabi
Meri aankhen huyin sharaabi
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai

Kisi ne chhedaa dil kaa taar
Kisi ne chhedaa dil kaa taar
Chhanaachhan bajne lagi sitaar
Chhanaachhan bajne lagi sitaar
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai

Neend na aaye saari raat
Chahe dil mulaaqaat
Chahe dil mulaaqaat
Chahe dil mulaaqaat mulaaqaat
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai

Kisi ko dil ne kiya manzoor
Kisi ko dil ne kiya manzoor
Rahaa na jaaye piyaa se door
Rahaa na jaaye piyaa se door
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai.

More songs lyrics from Sanam.