Is Hansti Gaati Duniya Lyrics

"Is Hansti Gaati Duniya" lyrics from Lajawab sung by lata mangeshkar and music directed by anil krishna biswas and composed by anil krishna biswas and lyrics written by prem dhawan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Is Hansti Gaati Duniya Lyrics


Is hansati gaati duniya mein
Hai mera kaun sahara
Hai mera kaun sahara
Main aankh se
Tapka aansoo hoon
Aakash se tuta tara
Aakash se tuta tara
Main aankh se
Tapka aansoo hoon
Aakash se tuta tara
Aakash se tuta tara

Meri kismat ban kar bigad gayi
Duniya bas kar
Ujhad gayi ujhad gayi
Jab naiya dubi maujo mein
Tha kitna paas kinara
Tha kitna paas kinara
Jab naiya dubi maujo mein
Tha kitna paas kinara
Tha kitna paas kinara

Is dil ki duwaae le jau
Ho aur bhi gham to
De jao de jao
Jeena hai do dil jee lenge
Bas leke naam tumhara
Bas leke naam tumhara
Jeena hai do din jee lenge
Bas leke naam tumhara
Bas leke naam tumhara
Is hansati gaati duniya mein
Hai mera kaun sahara
Hai mera kaun sahara.

More songs lyrics from Lajawab.