Is Bewafaa Jahaan Mein Lyrics
"Is Bewafaa Jahaan Mein" lyrics from Aasmaan sung by chandru atma (c. h. atma) and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar and lyrics written by prem dhawan
Is Bewafaa Jahaan Mein Lyrics
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein
Har raasta agarche tera raasta na tha
Har raasta agarche tera raasta na tha
Har raaste mein tera pata dhoondhte rahe
Har raaste mein tera pata dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein
Ik dil ka dard tha ke raha ye zindagi ke saath
Ik dil ka dard tha ke raha ye zindagi ke saath
Ik dil ka chain tha ki sada dhoondhte rahe
Ik dil ka chain tha ki sada dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein.
More songs lyrics from Aasmaan.