Intezare Sabba Raha Barson Lyrics
"Intezare Sabba Raha Barson" lyrics from Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas and lyrics written by farooq qaiser
Intezare Sabba Raha Barson Lyrics
Intezare sabba raha barson
Intezare sabba raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba
Ek din uska pyaar barsa tha
Ek din uska pyaar barsa tha
Aur main bheegta raha barson
Aur main bheegta raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba
Unki ankhon ke jaam yaad rahe
Unki ankhon ke jaam yaad rahe
Bin peeye bhi nasha raha barson
Bin peeye bhi nasha raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba
Tab kahin jaa ke ek ghazal likhi
Tab kahin jaa ke ek ghazal likhi
Main tujhe sochta raha barson
Main tujhe sochta raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba
Fasle kam na ho sake qaisar
Fasle kam na ho sake qaisar
Aamna samna raha barson
Aamna samna raha barson
Ek daricha khula raha barson
Intezare sabba.
More songs lyrics from Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma.