In Aankho Ka Tu Tara Hain Lyrics

"In Aankho Ka Tu Tara Hain" lyrics from Dal-Pati sung by kavita krishnamurthy and music directed by ilaiyaraaja and composed by ilaiyaraaja and lyrics written by p.k. mishra

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

In Aankho Ka Tu Tara Hain Lyrics


In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain
Waqt ki deri hain
Tere sath dua meri hain
Kyu palke bhigi teri
In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain

Tu mere pyaar ka phool hain
Ya mere pyar ki bhul hain
Jeevan ke ye raste
Kaato bhare tere waste
Hain kaha pe teri manzil
Rota hai maa ka dil
Khush rahna tu sada

In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain
Bhagwan ka sahara hain
Thod adur hi kinara hain
Waqt ki deri hain
Tere sath dua mer ihai
Kyu palkie bhigi teri
In aankho ka tu tara hain
Mujhe jan se tu pyara hain.

More songs lyrics from Dal-Pati.