Ik Haseena Ki Nigahon Lyrics

"Ik Haseena Ki Nigahon" lyrics from Yaadon Ki Kasam sung by suresh wadkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Ik Haseena Ki Nigahon Lyrics


Oo chmapa oo chamali
Oo pan ki saheli
Jo van mein gayi akeli
Oo oo ho oo
Oo chmapa oo chamali
Oo pan ki saheli
Jo van mein gayi akeli
Oo oo ho oo
Ek hasina ki nigaho ka
Nishana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Ek hasina ki nigaho ka
Nishana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Deewana deewana
Parwato pe ek naya
Aashiyana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Deewana deewana

Ae mere dosto
Ye kahani suno
Husan ke male se
Ishq ke khel ki
Koi anjan si koi nadan si
Wo hansi dilruba
Koi nagan thi kya
Jo mujhe dhas gayi
Dil mein yu bas gayi
Bas gayi bas gayi
Dil ka aana jaan kahi
Ye nijana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Ek hasina ki nigaho ka
Nishana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Deewana deewana

Wo achanak meri
Aa gayi samane ha
Sharam se ruk gayi
Aankh yu jhuk gayi
Uska gora badan
Kora kora badan
Reh gaya kaap ke
Apna muh dap ke
Wo yu ghabra gayi
Zulf lehara gayi
Lehara gayi lehara gayi
Pehali mulakat ka
Aise bahana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Ek hasina ki nigaho ka
Nishana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Deewana deewana

Sher ka sukariya
Jisne hamla kiya
Dar ke simati thi wo
Mujhse lipati thi wo
Jaan to bach gayi
Chot dil par lagi
Main bhi ghayal hua
Wo bhi ghayal huyi
Darde dil le gayi
Darde dil de gayi
De gayi de gayi
Bat jara si thi magar
Ek fasana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Ek hasina ki nigaho ka
Nishana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Deewana deewana
Parwato pe ek naya
Aashiyana ban gaya
Koi pardeshi
Deewana ban gaya
Deewana deewana
Deewana deewana.

More songs lyrics from Yaadon Ki Kasam.