Idli Wada Saambhar Lyrics

"Idli Wada Saambhar" lyrics from Aaj Ke Sholey sung by anwar hussain and music directed by kamalkant, satyam and composed by kamalkant, satyam

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Idli Wada Saambhar Lyrics


Idli wada saambhar
Main sabse achha buttler
Idli wada saambhar
Main sabse acha buttler
Main hoon title holder
Main hoon apne desh mein super
Idli wada saambhar
Main sabse acha buttler
Main hoon title holder
Main hoon apne desh mein super

Tum kya jano bachho ho tum
Abhi akal ke kachhe ho tum
Idli wada saambhar
Main sabse acha buttler
Main hoon title holder
Main hoon apne desh mein super

London berlin masco mein
Maal mere bikta
Japan china se bhi mujhko
Aksar order milta
London berlin masco mein
Maal mere bikta
Japan china se bhi mujhko
Aksar order milta
Tankha badhane ki mango se
Kat gaya apna patta
Tum hi socho pyare bacho
Marta kya nahi karta
Pet ki khatir bhesh badal kar
Ban gaya aapka cooker
Idli wada saambhar
Main sabse achha buttler
Idli wada saambhar
Main sabse acha buttler
Main hoon title holder
Main hoon apne desh mein super

Kranti shanti duto mein bhi
Chalta mera chakkar
Mera pakaya khana khao
Ek se ek hai badhkar
Kranti shanti duto mein bhi
Chalta mera chakkar
Mera pakaya khana khao
Ek se ek hai badhkar
Jugde mantri coolli sabhi to
Khaye mera khana
Jugde mantri coolli sabhi to
Khaye mera khana
Pet mein jake kaam hai jiska
Sabki sehat banana
Idli wada saambhar
Main sabse acha buttler
Main hoon title holder
Main hoon apne desh mein super.

More songs lyrics from Aaj Ke Sholey.