Idhar Ho Raha Hai Lyrics

"Idhar Ho Raha Hai" lyrics from Mera Faisla sung by asha bhosle, shabbir kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Idhar Ho Raha Hai Lyrics


Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Koi naam koi pata dhundh rakhna
Koi naam koi pata dhundh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
Suru ab ye darde jigar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare humko badnam to kya
Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Suru humsafar ye safar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai.

More songs lyrics from Mera Faisla.