Idhar Bhi Tu Lyrics

"Idhar Bhi Tu" lyrics from Apne Apne sung by amit kumar, asha bhosle and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Idhar Bhi Tu Lyrics


Ajar bhaye ja nazar bhaye
Ja nazar bhaye jan tu hi tu
Dil jo ab mera nahin hain usme
Teri aarzoo aaha aaha
Idhar bh tu udhar
Bhi tu idhar bh tu
Udhar bhi tu jidhar dekhu tu hi tu
Dil jo ab mera nahin hai usme
Teri aarzoo aaha aaha
Idhar bh tu udhar
Bhi tu idhar bh tu
Udhar bhi tu jidhar
Dekhu tu hi tu

Dil jo ab mera nahin hain
Usme teri aarzoo aaha aaha
Oo ho jis jagha hain tu waha
Hain mastiya hi mastiya
Mastiyo mein jhoom le re
Tu bhi jawa main jawa aaha aaha
Oo ho jis jagha hain tu waha
Hain mastiya hi mastiya
Mastiyo mein jhoom le re
Tu bhi jawa main jawa aaha aaha
Ho gayi hai aaj puri
Zindagi ki justzoo
Dil jo ab mera nahin hain
Usme teri aarzoo aaha aaha

Oo dil ne chaha chum loon
Main par zamane ka hai dar
Ho kya karega ye jaha hum
Hai jaha se bekhabar aaha aaha
Oo dil ne chaha chum loon
Main par zamane ka hain dar
Ho kya karega ye jaha
Hum hain jaha se bekhabar
Dasta banke rahegi
Teri meri gupatgu
Dil jo ab mera nahin hain
Usme teri aarzoo aaha aaha

Oo dil mein ek tufa utha
Rahata hain teri yaad ka
Ho apna rishta hain jaha mein
Shiri aur farhad ka aaha aaha
Oo dil mein ek tufa utha
Rahata hain teri yaad ka
Ho apna rishta hain jaha mein
Shiri aur farhad ka

Shakal se wase na ho par
Dil se hain hum hubahu
Dil jo ab mera nahinn hain
Usme teri aarzoo aaha aaha
Idhar bh tu udhar bhi tu idhar bh tu
Udhar bhi tu jidhar dekhu tu hi tu
Dil jo ab mera nahin hai
Usme teri aarzoo aaha.

More songs lyrics from Apne Apne.