Husn Jab Jab Ishq Se Lyrics

"Husn Jab Jab Ishq Se" lyrics from Neend Hamari Khwab Tumhare sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Husn Jab Jab Ishq Se Lyrics


Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Jab kabhi paigame ulfat aa gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya

Pyar kahte hai jise
Hai konse jadu ka nam
Pyar kahte hai jise
Hai konse jadu ka nam
Aaj karti hai isara dil ka
Ho jata hai kam
Muskura kar chot jab dil kha gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya

Is mohabbat ko tadap samjhe
Ya betabi kahe
Is mohabbat ko tadap samjhe
Ya betabi kahe
Bekarar dil ki ya rato ki betabi kahe
Raz ye jis din samjh aa gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya.

More songs lyrics from Neend Hamari Khwab Tumhare.