Humre Angan Bagiya Lyrics

"Humre Angan Bagiya" lyrics from Teen Bahuraniyan sung by asha bhosle, lata mangeshkar, usha mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Humre Angan Bagiya Lyrics


Hamre aangan bagiya
Bagiya me do panchi
Hamre aangan bagiya
Bagiya me do panchi
Hoye panchi
Ud na jaye dekha
Panchi ud na jaye
Hamre aangan bagiya
Bagiya me do panchi
Hoye panchi
Ud na jaye dekha
Panchi ud na jaye
Hamre aangan bagiya

Pahla panchi pyar hai
Is pyar se kariyo pyar
Is pyar se kariyo pyar
Pahla panchi pyar hai
Is pyar se kariyo pyar
Is pyar se kariyo pyar
Pyar na ho to suna suna
Pyar na ho to suna suna
Lage ye sansar sakhi ri
Hamre aangan bagiya
Bagiya me do panchi
Hoye panchi
Ud na jaye dekha
Panchi ud na jaye
Hamre aangan bagiya

Hamre man ki shanti
Duje panchi ka nam
Duje panchi ka nam
Hamre man ki shanti
Duje panchi ka nam
Duje panchi ka nam
Is bin ye ghar
Aise jaise
Is bin ye ghar
Aise jaise
Mandir bin
Ghanshyam sakhi ri
Hamre aangan bagiya
Bagiya me do panchi
Hoye panchi
Ud na jaye dekha
Panchi ud na jaye
Hamre aangan bagiya.

More songs lyrics from Teen Bahuraniyan.