Humne Aaj Se Tumhe Lyrics

"Humne Aaj Se Tumhe" lyrics from Raja Saab sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Humne Aaj Se Tumhe Lyrics


Humne aaj se tumhe ye naam ye diya
Jane man jane man jane ja jane ja
Humne aaj se tumhe ye naam ye diya
Is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja

Paigam ka kuchh jawab do
Aise ho kyu chup chap se
Aise ho kyu chup chap se
Sharma rahe hai aaj hum
Kehte hue kuchh aapse
Kehte hue kuchh aapse
Humne aankho ko juba ka kam de diya
Wah is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja

Baato ki baato ne aap to
Karne lage humse pyar bhi
Karne lage humse pyar bhi
Tumne hi luti hai nind bhi
Tumne hi luta karar bhi
Tumne hi luta karar bhi
Aur chupke se hame dil inam de diya
Is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja

Bechain tumne kar diya
Is dil ke har arman ho
Is dil ke har arman ho
Ye na kaho tum ye kaho
Is dil ki har dastan ko
Is dil ki har dastan ko
Pyar ne bada haseen anzam de diya
Is bahane pyar ka paigam de diya
Jane man jane man jane ja jane ja
Jane man jane man jane ja jane ja.

More songs lyrics from Raja Saab.