Humko Deewana Kar Gaye Lyrics

"Humko Deewana Kar Gaye" lyrics from Humko Deewana Kar Gaye sung by sonu nigam, tulsi kumar and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Humko Deewana Kar Gaye Lyrics


Tum jo na aate to achha tha
Aa ke na jate to achha tha
Tum jo na aate to achha tha
Aa ke na jate to achha tha
Tum jate jate jana
Hamko deewana kar gaye
Tum jate jate jana
Hamko deewana kar gaye

Dil na lagate to acha tha
Na thadpate to acha tha
Ab dil ko kya samjhana
Hamko deewana kar gaye
Ab dil ko kya samjhana
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye

Kabhi has lete hai
Kabhi ro lete hai
Haal kya kar diya
Apne ehsaso ko
Khud saja dete hai
Haal kya kar diya
Hamthe tanha ache bale
Mit gaye kyun wo fasle
Nazare churate to acha tha
Na muskurate to acha tha
Tum haste haste jana
Hamko deewana kar gaye
Tum haste haste jana
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye

Pyaas kya hoti hai
Dard kya hota hai
Kuch nahi tha pata
Dhadhkane badhni hai
Chain kyun khota hai
Kuch nahi tha pata
Ab nahi hai apni khabar
Ek nasha hai shamo shaher
Kuch na batate to acha tha
Raaz chhupate to acha tha
Tum milte milte jana
Hamko deewana kar gaye
Tum milte milte jana
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye
Hamko deewana kar gaye.

More songs lyrics from Humko Deewana Kar Gaye.