Hume Mitaane Aaya Jo Lyrics

"Hume Mitaane Aaya Jo" lyrics from Ganga Mang Rahi Balidan sung by mubarak begum, shamshad begum and music directed by prem dhawan and composed by prem dhawan and lyrics written by prem dhawan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hume Mitaane Aaya Jo Lyrics


Hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya
Jo khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya jo
Khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke

Yaha ka sipahi khel jane
Jo sar katane ko
Khair chaho to bhul kar bhi
Tum is taraf najar na uthana
Khak ho jayega jo idhar aayega
Maut kahti hai tumhe pukar ke
Hume mitane aaya jo
Khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke

Ye watan hai
Himalay ke beto ka
Ye hai basti
Sahido ki basati
Mit gaya jo bhi
Takraya hamse
Tum ho kya tumhari
Kya hai hasti
Hamne to kaha
Diya sochle fir jara
Kaise chiti ladegi pahad se
Hume mitane aaya jo
Hume mitane aaya jo
Khud mit jayega
Kahte hai hum lalkar ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke
Yaha rakhna kadam
Tum sambhal ke.

More songs lyrics from Ganga Mang Rahi Balidan.