Hum Yaadon Ke Sang (Title) Lyrics
"Hum Yaadon Ke Sang (Title)" lyrics from Hum Yaadon Ke Sang sung by raeth (band) and music directed by raeth (band) and composed by raeth (band) and lyrics written by wajhi farouqui
Hum Yaadon Ke Sang (Title) Lyrics
Hum yaadon ke sang jee gaye
Gum aansoon sabhi pee gaye
Hum yaadon ke sang jee gaye
Gum aansoon sabhi ho pee gaye
Haan jee gaye.. gum seh gaye..
Haan jee gaye.. jee gaye…
Jeevan mein hai yeh kaisi kami
Tere bin mere din kat te nahin
Mere pyaar ki tune
Kadar toh na ki
Par gila aap se koi nahin
Gila nahin.. gila nahin
Gila nahin.. gila nahin..
Hum yaadon ke sang jee gaye
Naadan dil ko bhi samjha liya
Muskurahat mein har gum chupa liya
Ye hi dard hai ki mein samaj na saka
Raeth par hum tum yuhi kyun chalte rahe
Raeth par chalte rahe
Raeth par haan
Raeth par…raeth par
Hum yaadon ke sang jee gaye
Gum aansoon sabhi pee gaye.
More songs lyrics from Hum Yaadon Ke Sang.