Hum Tumhein Bhool Ke Lyrics

"Hum Tumhein Bhool Ke" lyrics from Tera Naam Liya to sung by ali haider

Singer(s):

Hum Tumhein Bhool Ke Lyrics


Hum tumhein bhool ke
Zinda hain
Khuda maaf kare
Hum tumhein bhool ke
Zinda hain
Khuda maaf kare
Rakh na paaye unhi
Waadon ka bharum
Muaf kare
Hum tumhein bhool ke
Zinda hain
Khuda maaf kare

Gar tarapte hain
Taraste hain
Teri yaadon mein
Gar tarapte hain
Taraste hain
Teri yaadon mein
Phir bhi iss haal mein
Zinda hain
Khuda maaf kare
Rakh saqay na tumhain
Upnon sa sajan
Muaf karain
Hum tumhein bhool keh
Zinda hain
Khuda maaf kare

Kaash tum ko main
Yeh sumjhata
Ussi duniya main
Kaash tum ko main
Yeh sumjhata
Ussi duniya main
Kitne majboor the
Duniya se
Khuda maaf kare
Ban sake na tere
Zakhmo ka marhum
Maaf kare
Hum tumhein bhool keh
Zinda hain
Khuda maaf kare
Khuda maaf kare
Khuda maaf kare
Khuda maaf kare.

More songs lyrics from Tera Naam Liya to.