Hum To Hai Mauji Lyrics

"Hum To Hai Mauji" lyrics from Basti Aur Bazar sung by mahendra kapoor, sulakshana pandit (sulakshana pratap narain pandit) and music directed by j.p. kaushik and composed by j.p. kaushik and lyrics written by siraj agazi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hum To Hai Mauji Lyrics


Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji
Duniya khushi ki khoj me
Jiye hum apni mauj me
Mauji hai manmauji hai
Mauji hai manmauji hai
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji

Sun diwani meri zubani
Man bahti dhara
Sun diwani meri zubani
Man bahti dhara
Bhati dhara sab dekhe
Man ka bahna kab dekhe
Thehara ja waha ra
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji

Darpan bole kyu dil
Dole mukh to hai kala
Darpan bole kyu dil
Dole mukh to hai kala
Mana ujle hum nahi
Jag bhi kala kam nahi
Jag ka man kala
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji

Dhup suhani teri jawani
Jivan andhiyara
Dhup suhani teri jawani
Jivan andhiyara
Andhiyaro se hum khele
Sab kuch dekar gam
Le le piye zahar sara
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji
Duniya khushi ki khoj
Me jiye hum apni mauj me
Mauji hai manmauji hai
Mauji hai manmauji hai
Hum to manmauji
Mauji mauji manmauji.

More songs lyrics from Basti Aur Bazar.