Hum Se Mat Poochho Lyrics

"Hum Se Mat Poochho" lyrics from China Town sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Hum Se Mat Poochho Lyrics


Humse na pucho hum kaya ker gaye
Ish tarah najaro ka daman bhar gaye

Koi inki sokiya dekh kiya
Hum inki sadgi pe mar gaye

Haye e o bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chin chu

Haye ye naaj ki jis naaj pe laila mit jaye
Haye ye naaj ki jis naaj pe laila mit jaye
Haye ye husn ki jis husn pe duniya luth jaye

Dil isse dekhe to muskil hai ki kamosh rahe
Mera jimma hai agar kisi ko bhi kamosh rahe
Haye haye satye

Har ko jaisa mera dildar china chin chu
Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chu

Inki baat pe nikhle na mera dham kaise
Ye adaye ho to kurbaan ho hum kaise
Koi iss trah khafa jaise koi pyar kare
Kabi khamosh jaise ki koi ikrar kare
Is ikrar me takrar china china chu
Bada katil hai mera
Chana chin chin chana chin chu
Bada katil hai mera
Chana chin chin chana chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chu

Humne chaha tha ki jalim ko na chahenge kabi
Iss sitamgaar se ab yu na nibayenge kabi
Par kare kya ki hum hi hoke khata bhul gaye
Jab mili aankh to sab jor jafa bhul gaye

Haye kasam khuda ki

Haye kya kare ho gaya pyar china chin chu
Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chu
Hato me teer na talvaar china chin chu

Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Bada katil hai mera yaar
Chana chin chin chana chin chu
Bada katil, bada katil
Mera yaar, mera yaar
Hana chin chu.

More songs lyrics from China Town.