Hum Prem Deewani Lyrics

"Hum Prem Deewani" lyrics from Saanwariya Le Chal Parli Paar sung by baldev kishan sehgal and music directed by baldev kishan sehgal and composed by baldev kishan sehgal and lyrics written by baldev kishan sehgal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hum Prem Deewani Lyrics


Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Aye rudo humein gyaan ki
Aye rudo humein gyaan ki
Pothi na suna na
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana

Tann mann jeevan shyaam ka
Aur shyaam hamara kaam
Tann mann jeevan shyaam ka
Aur shyaam hamara kaam
Rom rom mein ram raha
Woh matwala shyaam
Rom rom mein ram raha
Woh matwala shyaam
Iss tann mein ab yog ka
Iss tann mein ab yog ka
Nahi koi thikana
Aye rudo humein gyaan ki
Aye rudo humein gyaan ki
Pothi na suna na
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana

Kudho tum asuan ko jo
Hari sanmukh le jaaun
Kudho tum asuan ko jo
Hari sanmukh le jaaun
Puchhe hari kushal to
Charno mein deeyo chadhao
Puchhe hari kushal to
Charno mein deeyo chadhao
Kahin o ji iss prem ka
Kahin o ji iss prem ka
Ye tuchh nazarana
Aye rudo humein gyaan ki
Aye rudo humein gyaan ki
Pothi na suna na
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana

Prem dor mein bandh
Raha jeevan ka sahiyog
Prem dor mein bandh
Raha jeevan ka sahiyog
Charanan ki pooja kare
Yahin hamara yog
Charanan ki pooja kare
Yahin hamara yog
Kaano mein rahe goonjta
Kaano mein rahe goonjta
Bansi ka tarana
Aye rudo humein gyaan ki
Aye rudo humein gyaan ki
Pothi na suna na
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana

Ik din nainan ke nikat
Rehate the aatho yaan
Ik din nainan ke nikat
Rehate the aatho yaan
Gopiyaan kehati hain…
Ik din nainan ke nikat
Rehate the aatho yaan
Ik din nainan ke nikat
Rehate the aatho yaan
Baithe humein bisaar ke
Baithe humein bisaar ke
Woh nirmohi shyaam
Baithe humein bisaar ke
Woh nirmohi shyaam
Deepak woh zamana thaa
Deepak woh zamana thaa
Aur ye bhi zamana
Aye rudo humein gyaan ki
Aye rudo humein gyaan ki
Pothi na suna na
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana

Jaa jaave udhav tu tuliya jaa
Dukhiyanu satake ki lena
Jere zakhm shyaam ne laaye hain
Asi zakham akkhan ke ki lena
Asi zakham akkhan ke ki lena
Jaa jaave udhav tu tuliya jaa
Saanu gehare ghama vich rod gaya
Saadi alagiyaan preeta tod gaya

Saadi alagiyaan preeta tod gaya
Saanu gehare ghama vich rod gaya
Woh zinda rahe masda rahe
Asi onu tadpa ke ki lena
Asi onu tadpa ke ki lena
Sab rishte naate sad dite
Asi bhed bhaav sab kat di te
Hun prem da paavan machiya de
Tu paani paake ki lena
Tu paani paake ki lena
Sukh vich onda renda re
O saanu galnaal lona renda hain
Har dam o naal rehnda hain
Asi mathura jaake ki lena
Asi mathura jaake ki lena
Saade te sirda taaaj hain woh
Brij raaj hain woh
Mahraaj hain woh
Sada jeevan praan
Aadhar hain woh
Oye asi aur kisi koi ki lena
Oye asi aur kisi koi ki lena
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani hain
Wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Aye rudo humein gyaan ki
Aye rudo humein gyaan ki
Pothi na suna na
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana
Hum prem deewani
Hain wo prem deewana.

More songs lyrics from Saanwariya Le Chal Parli Paar.