Hum Nahin Jaante Zindagi Mein Lyrics

"Hum Nahin Jaante Zindagi Mein" lyrics from Uski Yaadon Mein sung by agam kumar nigam and music directed by nikhil, vinay and composed by nikhil, vinay

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hum Nahin Jaante Zindagi Mein Lyrics


Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein

Tumhe chahte hai hum
Hamari aashiqi ho tum
Tum bin jiye kaise
Hamari jindagi ho tum
Ab aur kya tumse kahen
Jaane wafaa hamari bandgi ho tum
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein

Palake uthe hai teri
To din mera nikalata hai
Palake jhuke to saam ka suraj dhalata hai
Sarmake tum jab bhi haso
Lagata hai rang mausam ka badlata hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein
Humne kitane safar tay kiye hai
Humne kitane safar tay kiye hai
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Yaad hai bas wahin humko lamhe
Jo tumhe chhukar humne jiye hai
Hum nahin jaante zindagi mein
Hum nahin jaante zindagi mein.

More songs lyrics from Uski Yaadon Mein.