Hum Deewane Pyar Ke (Title) Lyrics

"Hum Deewane Pyar Ke (Title)" lyrics from Hum Deewane Pyar Ke sung by vinod rathod and music directed by anup jalota and composed by anup jalota and lyrics written by rani malik

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hum Deewane Pyar Ke (Title) Lyrics


Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Lekin hum se jo takrayega
Uski aisi ki taisi

Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Pyaar bina
Nahin kuchh hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Are pyaar bina
Kuchh nahin hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane

Dil ka sauda dil se karte hai
Pyar ki chhaon mein palte hai
Dil ka sauda dil se karte hai
Pyar ki chhaon mein palte hai
Husn ke ishq ke parvane
Hum toh itna hi jaane
Husn ke ishq ke parvane
Hum toh itna hi jaane
Haan pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Are pyaar bina
Kuchh nahin hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane

Vaade kasmein hum to tode ge
Saath yaar ka kabhi na chhodege
Vaade kasmein hum to tode ge
Saath yaar ka kabhi na chhodege
Chahein kahin bhi jaayenge
Bas yahin dohrayenge
Chahein kahin bhi jaayenge
Bas yahin dohrayenge
Haan pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Hum deewane pyar ke
Yaar hai hum yaar ke
Are pyaar bina
Kuchh nahin hai duniya mein
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane
Pyar ke gaaon taraane.

More songs lyrics from Hum Deewane Pyar Ke.