Hum Bachhey Hindustan Ke (Title) Lyrics

"Hum Bachhey Hindustan Ke (Title)" lyrics from Hum Bachhey Hindustan Ke and music directed by zameer bikaneri and composed by zameer bikaneri

Music Director(s):
Composer(s):

Hum Bachhey Hindustan Ke (Title) Lyrics


Aaj ka bharat dekhne walo
Aaj ka bharat dekhne walo
Kal ka dekhna hindustan
Khushiyo se sabki jholi
Ham bhar denge dekar muskan
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Apne pyare desh mein sare
Mausam phal aur phul bhi hai
Mausam phal aur phul bhi hai
Sirf sajane bhar ki deri
Hai to hum taiyar bhi hai hai
To hum taiyar bhi hai
Sirf sajane bhar ki deri hai
To hum taiyar bhi hai
Hum apne hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Punay aatmao ki dharti
Balwano ka desh mera
Balwano ka desh mera
Amrit jal barsate jharne
Ye santo ka desh mera
Ye santo ka desh mera
Amrit jal barsate jharne
Ye santo ka desh mera
Hum sare hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Aazadi ka phal hai bandi
Dhanko ke minaro mein
Dhanko ke minaro mein
Phir bhi gaav ka hissa hum
Pahuchayenge gaanv mein
Pahuchayenge gaanv mein
Phir bhi gaav ka hissa hum
Pahuchayenge gaav me
Hum sare hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Ek duje par dosh aropan
Karna apna kam nahi
Karna apna kam nahi
Jab tak sab khushal na honge
Lenge hum aaram nahi
Lenge hum aaram nahi
Jab tak sab khushal na honge
Lenge hum aaram nahi
Hum sache hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Sahyogo ki kami rahi kuchh
Hadtalo ka daur chala
Hadtalo ka daur chala
Bharat walo ka phir bhi
Pahle se zyada man bada
Pahle se zyada man bada
Bharat walo ka phir bhi
Pahle se zyada man bhada
Kuchh sambhale hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Dekh rahi hai sari duniya
Hum bharat ke logo ko
Hum bharat ke logo ko
Lakho huye samarpit lakho
Honge nav nirmano ko
Honge nav nirmano ko
Lakho hue samarpit lakho
Honge nav nirmano ko
Hum sapne hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke

Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Aaj ka bharat dekhne walo
Aaj ka bharat dekhne walo
Kal ka dekhna hindustan
Khushiyo se sabki jholi
Ham bhar denge dekar muskan
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke
Hum bachhey hindustan ke hai
Hum bachhey hindustan ke.

More songs lyrics from Hum Bachhey Hindustan Ke.