Hum Apne Dil Ka Fasana Lyrics

"Hum Apne Dil Ka Fasana" lyrics from Actress sung by mohammed rafi and music directed by shyam sunder premi (shyam sunder) and composed by shyam sunder premi (shyam sunder) and lyrics written by nakhshab jarchavi

Singer(s):
Lyricist(s):

Hum Apne Dil Ka Fasana Lyrics


Hum apne dil ka fasana
Unhe suna naa sake
Lagi hai aag jo
Lagi hai aag jo
Dil mein use bujha na sake
Hum apne dil ka fasana
Unhe suna na sake

Teri talash mein
Dar dar ki thokare khayi
Teri talash mein
Dar dar ki thokare khayi
Meri wafa ke kadam
Phir bhi dagamaga na sake
Lagi hai aag jo
Lagi hai aag jo
Dil mein use bujha na sake
Hum apne dil ka fasana
Unhe suna na sake

Zara toh soch ke us dil ka
Hal kya hoga hal kya hoga
Zara toh soch ke us dil ka
Hal kya hoga hal kya hoga
Jo door reh na sake
Tere paas aa na sake
Lagi hai aag jo
Lagi hai aag jo
Dil mein use bujha na sake
Hum apne dil kaa fasana
Unhe suna na sake

Hum unako yaad na karte
Ke dil ka kya kije
Ke dil ka kya kije
Hazar bhulna chaha
Magar bhula na sake
Lagi hai aag jo
Lagi hai aag jo
Dil mein use bujha na sake
Hum apne dil ka fasana
Unhe suna na sake.

More songs lyrics from Actress.