Hua Ram Ka Janam Lyrics

"Hua Ram Ka Janam" lyrics from Ram Janma sung by asha bhosle and music directed by avinash vyas and composed by avinash vyas and lyrics written by saraswati kumar deepak

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Hua Ram Ka Janam Lyrics


Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai

Dawre gunj rahi sehnayi
Ghar aangan mein shobha chhayi
Aayi ghadi suhani aayi
Koi gunj raha har har ki
Koi sajata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai

Maiya jhula rahi hai jhulna
Ghar aaye chanda se lalna
Phulo se bhi sundar palna
Danvir balbir thal bhar tal lutata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai

Sakhiya aangan ko kurati
Pure ghar mein dip jalate
Phir mil mangal git gati
Phir mil mangal git gati
Raghukul mein kuldeepak
Haye man lehrata hai
Gagan kaliya barsata hai
Hua ram ka janam badhai
Tribhuvan gata hai
Gagan kaliya barsata hai.

More songs lyrics from Ram Janma.