Ho Nadiya Kinare Lyrics

"Ho Nadiya Kinare" lyrics from Hum Ek Hain sung by manik varma and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by pyarelal santoshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Ho Nadiya Kinare Lyrics


Ho nadiya kinare mora ganv re
Ho mera gav re
Ho nadiya kinare mora ganv re
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana sawre
Ho nadiya kinare mora ganv re

Champa kumari mera naam re
Kabhi waha bhi
Radha kuwari mora naam re
Kabhi waha bhi
Genda kumari mera naam re
Genda kumari mera naam re
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana sawre ho
Nadiya kinare mora ganv re

Unchi atariya pe unchi atariya pe
Kanak kangura kanak kangura
Unchi atariya pe unchi atariya pe
Kanak kangura kanak kangura
Niche se dolti naav re
Kabhi waha bhi
Niche se dolti naav re
Kabhi waha bhi
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana sawre
Ho nadiya kinare mora ganv re
Ho nadiya kinare mora ganv re
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana sawre
Ho nadiya kinare mora ganv re

Ek baar base wo dil more
Ek baar base wo dil more
Ek baar base more bhaiya
Ek baar base more bhaiya
Chanchal jal ki ek lahariya
Chanchal jal ki ek lahariya
Bich mein hai ganga maiya
Bich mein hai ganga maiya
Dheere se le meri naav re
Dheere se le meri naav re
Kabhi waha bhi aana
Kabhi waha bhi aana sawre
Ho nadiya kinare mora ganv re
Ho nadiya kinare mora ganv re
Ho mora ganv re.

More songs lyrics from Hum Ek Hain.