Ho Gaya Hai Tujhko Lyrics

"Ho Gaya Hai Tujhko" lyrics from Dilwale Dulhania Le Jayenge sung by lata mangeshkar, udit narayan and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ho Gaya Hai Tujhko Lyrics


Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Dekha na tune mudke bhi peechhe
Kuchh der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chaaha
Door tu ja chuka tha
Hua kya
Na jaana
Ye dil kyon
Deewana

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ay vakt rukja thamja thaharja
Vaapas zara daud peechhe
Main chhod aayi khud ko jahan pe
Vo reh gaya mod peechhe

Kahan main
Kahan tu
Ye kaisa
Hai jaadu

Arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Kho gaya..kho gaya..

More songs lyrics from Dilwale Dulhania Le Jayenge.