Ho Abhi To Hui Jawan Lyrics

"Ho Abhi To Hui Jawan" lyrics from Dil Aashna Hai sung by kavita krishnamurthy and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Ho Abhi To Hui Jawan Lyrics


Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Har koi mare mujhi ko
Ishare, yama, yama
Main hoon akeli to yeh hain
Hajaro, bacha lo meri ma
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha

Aye giri huyi nighe to na fankiye
Pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye
Aye giri huyi nighe to na fankiye, fankiye
Pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye, dekhiye

Main to samjhi yeh hain mahfil sarifo ki
Milkar badegi izzat kuch hum garibo ki
Ki aakhir zama hai ijat wale yaha
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha

Ho yaha waha jo baithe huye shan se
Man lo tumhe main chahu dilo jaan se
Ho yaha waha jo baithe
Huye shan se, shan se
Man lo tumhe main chahu
Dilo jaan se, jaan se
Main to pura kar doon
Ye bhi tumhara sapna
Par ye bato tum mein hai
Kon mera apna

Hai kon mera apna, usi ki
Lagan mein main phiru kaha kaha
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Har koi mare mujhi ko ishare,
Yama, yama, yama
Main hoon akeli to ye hai hajaro,
Bacha lo meri ma
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha.

More songs lyrics from Dil Aashna Hai.